Bawara Mann Video Song with Lyrics | Jolly LL.B 2 | Akshay Kumar, Huma Qureshi



Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhar banke barse re (x2)

Aadhe se adhoore se
Bin tere hum huwe
Pheeka lage hai mujhko saara jahan

Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhar banke barse re




Yeh kaisi khushi hai
Jo maum si hai
Ankhon ke raste haske pighalne lagi
Mannat ke dhaage aise hai baandhe

Tutte na rishta judke tujhse kabhi (x2)

Sau balaaye le gaya tu sar se re
Naina ye malhaar banke barse re

Bawra mann raah taake tarse re
Naina bhi malhar banke barse re

Bawara mann raah taake tarse re
Naina bhi malhar banke barse re
-------------
Song: Bawara Mann
Singer: Jubin Nautiyal, Neeti Mohan
Lyrics: Junaid Wasi
Music: Chirrantan Bhatt

No comments:

Post a Comment